Tags-Dil

bizzāt hai jahāñ meñ vo maujūd har jagah
hai diid chashm-e-dil ke khule ain zaat kā
Ghazal
har zi-hayat ka hai sabab jo hayat ka
aa.e to dil thā baaġh baaġh aur ga.e to daaġh daaġh
kitnī ḳhushī vo laa.e the kitnā malāl de ga.e
Sher
aae to dil tha bagh bagh aur gae to dagh dagh
maiñ ne ye dil ke ḳhazāne se churā.e hue haiñ
kar nahīñ saktā koī baat mire lafzoñ kī
Ghazal
mere lafzon se chali baat mere lafzon ki
huī thī ik ḳhatā sarzad so us ko muddateñ guzrīñ
magar ab tak mire dil se pashemānī nahīñ jaatī
Sher
hui thi ek KHata sarzad so usko muddaten guzrin
na faroġh-e-rū-e-tābāñ na nigāh-e-nūr-afshāñ
mire iztirāb-e-dil se mirā raaz āshkārā
Ghazal
mujhe dair bhi ho kyun kar na haram ki tarah pyara
us ko apnī zaat ḳhudā kī zaat lagī hai
mere dil ko pāgal kī ye baat lagī hai
Ghazal
usko apni zat KHuda ki zat lagi hai
sabr kī taab nahīñ jis ko vo dil hai merā
rahm kā naam nahīñ jis meñ vo terā dil hai
Sher
sabr ki tab nahin jis ko wo dil hai mera
mar gayā dil hai magar terī amānat mahfūz
dil jo ik dil ke darūñ thā so abhī baaqī hai
Ghazal
ek mohabbat ka fusun tha so abhi baqi hai
is ne pūchhā hai tumheñ pyaar thā kyā ḳhatm huā
dil meñ aatī hai kahūñ thā so abhī baaqī hai
Ghazal
ek mohabbat ka fusun tha so abhi baqi hai
sāmne tārīf ġhībat meñ gila
aap ke dil kī safā.ī dekh lī
Sher
samne tarif ghibat mein gila
likhā jo vasf-e-dahan ġhaib se nidā aa.ī
adam kā qasd kiyā tere dil meñ kyā aa.ī
Ghazal
likha jo wasf-e-dahan ghaib se nida aai
zarā sī narm-ravī se pahuñch ga.e dil tak
tanāv thā to samajhte the fāsla hai bahut
Ghazal
amir-e-shahr is ek baat se KHafa hai bahut
bojh kyuuñ rahe dil par apnī kam-kalāmī kā
buzdilī bhī achchhī hai chāhe tum ye na maano
Ghazal
kuchh gunah nahin isMein etiraf hi kar lo
maiñ us ke dil se jab utrā to zaḳhm aa.e nazar
ki us ke mīThe se lahje meñ sañg-bārī thī
Ghazal
jahan pe phul the aur yaad bhi tumhaari thi
maiñ shāḳh-e-dil se uThātā thā phuul girye ke
adū kī aañkh meñ manzar vo tez aarī thī
Ghazal
jahan pe phul the aur yaad bhi tumhaari thi
dil meñ bharā za-bas-ki ḳhayāl-e-sharāb thā
mānind aa.ine ke mire ghar meñ aab thā
Ghazal
dil mein bhara za-bas-ki KHayal-e-sharab tha
dil jo na thā to raat za-ḳhud-raftagī meñ 'mīr'
gah intizār o gaah mujhe iztirāb thā
Ghazal
dil mein bhara za-bas-ki KHayal-e-sharab tha
jab ḳhayālāt mirā saath nahīñ dete haiñ
dil meñ dar aatī hai chupke se vo mānūs sadā
Ghazal
uski diwar pe manqush hai wo harf-e-wafa
sher kahtā huuñ to 'akmal' mirā dil kahtā hai
fikr-e-āvāra pe alfāz kī chādar na chaḌhā
Ghazal
uski diwar pe manqush hai wo harf-e-wafa
dil-e-nākām kā har dāġh-e-hasrat
savād-e-shām ho kar rah gayā hai
Ghazal
KHata anjam ho kar rah gaya hai

Top Urdushayar.com