English
English
اردو
हिन्दी
Favourite
Favourite (3)
Favourite
shayari
shayar
collections
tags
dictionary
Expand menu
Sign in
Account
Collections
Lab Shayari
Motivational Ghazals
Best Khamoshi Shayari
More Collections
Home
Shayar
Shayari
Sher
Ghazal
Nazm
Tags
Dictionary
Home
Tags
Dil
Tags-Dil
yahī nahīñ ki zaḳhm-e-jāñ ko chāra-jū milā nahīñ
ye haal thā ki dil ko ism-e-ārzū milā nahīñ
Ghazal
yahi nahin ki zaKHm-e-jaan ko chaara-ju mila nahin
vo kaisī aas thī adā jo kū-ba-kū liye phirī
vo kuchh to thā jo dil ko aaj tak kabhū milā nahīñ
Ghazal
yahi nahin ki zaKHm-e-jaan ko chaara-ju mila nahin
do aalam se guzar ke bhī dil-e-āshiq hai āvāra
abhī tak ye musāfir apnī manzil par nahīñ aayā
Sher
do aalam se guzar ke bhi dil-e-ashiq hai aawara
nahīñ lab pe koī savāl thā mirā dil tamām malāl thā
maiñ ḳhamosh dar pe khaḌā rahā rahe vo bhī gesū sañvārte
Ghazal
kabhi sham-e-hijr guzarte kabhi zulf-e-yar sanwarte
chor hai dil meñ kuchh na kuchh yaaro
niind phir raat bhar na aa.ī aaj
Ghazal
baat kuchh humse ban na aai aaj
mahak uThī hai achānak galī galī dil kī
kalī kalī se tirī baas aa rahī hai mujhe
Ghazal
gae dinon ke fasane suna rahi hai mujhe
dil se miltī to hai ik raah kahīñ se aa kar
sochtā huuñ ye tirī rāhguzar hai ki nahīñ
Ghazal
jalwa-e-gul ka sabab dida-e-tar hai ki nahin
ga.e dinoñ ke tabassum kī raakh bikhrī hai
havā-e-shahr mire dil meñ DhūñDhtī kyā hai
Ghazal
koi batae ki ye rang-e-dosti kya hai
aap har dam jo ye kahte haiñ ki tū kyuuñ hai khaḌā
dil tumheñ de ke maiñ kyā baiThā rahūñ aise jī
Sher
aap har dam jo ye kahte hain ki tu kyun hai khaDa
yādoñ kī mahfil meñ kho kar
dil apnā tanhā tanhā hai
Sher
yaadon ki mahfil mein kho kar
in dinoñ jī dukhā sā rahtā hai
har ghaḌī dil bujhā sā rahtā hai
Ghazal
in dinon ji dukha sa rahta hai
zehn zaḳhmī hai ruuh bhī zaḳhmī
dil meñ mela lagā sā rahtā hai
Ghazal
in dinon ji dukha sa rahta hai
dāman-e-dil kī oT se ek shab-e-firāq kyā
daur-e-taġhayyur-e-jahāñ sab tire qāfile ga.e
Ghazal
KHatm hui shab-e-wafa KHwab ke silsile gae
go havā-e-gulsitāñ ne mire dil kī laaj rakh lī
vo naqāb ḳhud uThāte to kuchh aur baat hotī
Ghazal
su-e-mai-kada na jate to kuchh aur baat hoti
mauj-e-sarsar kī tarah dil se guzar jāoge
kis ko ma.alūm thā tum dil meñ utar jāoge
Ghazal
mauj-e-sarsar ki tarah dil se guzar jaoge
dhoyā gayā tamām hamārā ġhubār-e-dil
girye ne dil se ḳhuub nikālā buḳhār-e-dil
Sher
dhoya gaya tamam hamara ghubar-e-dil
dil kyā milāoge ki hameñ ho gayā yaqīñ
tum se to ḳhaak meñ bhī milāyā na jā.egā
Sher
dil kya milaoge ki hamein ho gaya yaqin
tujh se milne bhī chalā aatā huuñ miltā bhī nahīñ
dil to siine meñ machaltā huā rah jaatā hai
Ghazal
waqt har bar badalta hua rah jata hai
aazmā lo ki dil ko chain aa.e
ye na kahnā kahīñ vafā hī nahīñ
Sher
aazma lo ki dil ko chain aae
aa ki chāhat vasl kī phir se baḌī pur-zor hai
aa ki dil meñ hasratoñ ne phir machāyā shor hai
Ghazal
aa ki chahat wasl ki phir se baDi pur-zor hai
Prev
723 / 2130
1
...
720
721
722
723
724
725
726
...
2130
Next
Top
Urdushayar.com