dosti chah dili mehr-o-mohabbat guzri
hai jo sina mein jagah lahke hai angara sa
hum dil o jaan se KHaridar hain kin ke un ke
karo saman jhule ka ki ab barsat aai hai
sau tarah ka chhoD kar aaram tere waste
kis jafa-kar se hum ahd-e-wafa kar baiThe
kya fusun tu ne KHuda jaane ye hum par mara
dekhe kahin raste mein khaDa mujhko to zid se
tha jinhen husn-parasti se hamesha inkar
KHanjar na kamar mein hai na talwar rakhe hai