Tags-Dil

huī hai sabt un par mohr-e-ālam
vahī jo faisle dil se hue haiñ
Ghazal
faza mein daere bikhre hue hain
ye dil jab tak zarā Thahrā huā hai
usī ke dam se ham Thahre hue haiñ
Ghazal
faza mein daere bikhre hue hain
jalāo dil ki har saaya ho raushan
añdhere chain se baiThe hue haiñ
Ghazal
faza mein daere bikhre hue hain
dil meñ ik shor uThāte haiñ chale jaate haiñ
aap jazbāt jagāte haiñ chale jaate haiñ
Ghazal
dil mein ek shor uThate hain chale jate hain
gire jo yaad kī jacket pe yaad ke phāhe
añdhere dil meñ hue ḳhuub valvale raushan
Ghazal
hue hain phir se andheron ke hausle raushan
rah ga.iiñ dil meñ hasrateñ 'sālik'
aa ga.ī umr pārsā.ī kī
Ghazal
intiha sabr-azmai ki
kiyā hai ḳhuun jis ne mere dil kā
usī kī shādmānī chāhtā huuñ
Ghazal
main jab bhi ganw apne lauTta hun
shorish-e-dil ne jo kahā ham se
is ko ham hukm aap kā samjhe
Ghazal
hum taghaful ko ibtida samjhe
sulagte daaġh dil se dho rahe the
adhūre ḳhvāb puure ho rahe the
Ghazal
sulagte dagh dil se dho rahe the
vo shaḳhs-e-itr-badan jab bhī sāmne aayā
dil-o-nazar pe huiiñ gul-o-fashāniyāñ kyā kyā
Ghazal
hain bazm-e-gul mein bapa nauha-KHwaniyan kya kya
vo husn aaj bhī hīla-garī meñ yaktā hai
dil-e-ġharīb sunegā kahāniyāñ kyā kyā
Ghazal
hain bazm-e-gul mein bapa nauha-KHwaniyan kya kya
dekho bhaa.ī aisā hai
ye dil darpan jaisā hai
Ghazal
dekho bhai aisa hai
mat kahnā patthar ham ko
ye dil mom ke jaisā hai
Ghazal
dekho bhai aisa hai
mahfil meñ sher hī nahīñ kuchh raushnī ba-dosh
anvār ham ne dil kī fazāoñ meñ rakh diye
Ghazal
kitne sawal sab ki nigahon mein rakh diye
aañkh uThāo to hijābāt kā ik aalam hai
dil se dekho to koī raah meñ haa.il bhī nahīñ
Sher
aankh uThao to hijabaat ka ek aalam hai
maiñ faqat insān huuñ hindū musalmāñ kuchh nahīñ
mere dil ke dard meñ tafrīq-e-īmāñ kuchh nahīñ
Sher
main faqat insan hun hindu musalman kuchh nahin
fazā-e-dil pe udāsī bikhartī jaatī hai
fasurdagī hai ki jaañ tak utartī jaatī hai
Qita
faza-e-dil pe udasi bikharti jati hai
kis dil kī baat kaheñ ham tum kis dil kā dard saheñ ham tum
dil patthar hai dil shīsha hai dil sahrā hai dil dariyā hai
Ghazal
ek aas ka dhundla saya hai ek pas ka tapta sahra hai
kisī bahār kā manzar hai chashm-e-vīrāñ meñ
kisī gulāb kī ḳhushbū dil-e-figār meñ hai
Ghazal
koi hunar to meri chashm-e-ashk-bar mein hai
jashn tujh ko mire nau-shāh mubārak ho.e
bazm-e-ishrat tirī dil-ḳhvāh mubārak ho.e
Ghazal
jashn tujhko mere nau-shah mubarak hoe

Top Urdushayar.com