Sultanpur, Uttar pradesh, India
ab qais hai koi na koi aabla-pa hai
is tarah ishq mein barbaad nahin rah sakte
kabhi sahra mein rahte hain kabhi pani mein rahte hain
tirgi chand ko inam-e-wafa deti hai
safar nasib agar ho to ye badan kyun hai
maine chaha tha ki lafzon mein chhupa lun KHud ko
band kar le khiDkiyan yun raat ko bahar na dekh
wo ek shor sa zindan mein raat-bhar kya tha
tamam umr nae lafz ki talash rahi
sham ne barf pahan rakkhi thi raushniyan bhi ThanDi thin