Rind Lakhnavi
Faizabad, Uttar pradesh, India
phir vahī kunj-e-qafas hai vahī sayyād kā ghar
chaar din aur havā baaġh kī khā le bulbul