sanam-kadoñ  meñ  charāġhāñ  hai  mai-kadoñ  kī  taraf
nigāh-e-pīr-e-muġhāñ  kī  sabīl  jaarī  hai
idhar  bhī  tishna-labī  mustaqil  nahīñ  jaatī
yahāñ  bhī  nashsha-e-nā-mo'tabar  hai  chāragaro
maiñ  aisā  jāda-e-manzil  guzishta  huuñ  jis  ke
har  ek  sañg  meñ  zaḳhm-e-safar  hai  chāragaro
har  ek  din  kī  tarah  thā  visāl  kā  din  bhī
jilau  meñ  farsh,  na  qadmoñ  meñ  āsmān  liye
koī  sune  bhī  to  kyā  dāstāñ  sunā.ūñ  use
hadīs-e-shām-o-sahar  muḳhtasar  hai  chāragaro