yahāñ  horn  bajāne  kī  ijāzat  nahīñ
aur  maiñ  ne  tamannā  kā  bharam  khol  diyā  hai  ki  samundar  kī  havā
us  kī  mahak  sar  pe  kafan  bāñdh  ke  niklī  hai
har  ik  rāste  har  moḌ  pe  āvāz  lagātī  hai
aa  jaao  yahāñ  luuT  machī  hai  aao
dar-o-dīvār  ko  hasrat  kī  nazar  dekhnā  mat  bhūlnā