be-navā  haiñ  ki  tujhe  saut-o-navā  bhī  dī  hai
jis  ne  dil  toḌ  diye  us  ko  duā  bhī  dī  hai
vo  jo  tūfāñ  ko  safīna  kabhī  sāhil  samjhe
yūrish-e-qatra-e-shabnam  se  ḳhafā  kyā  hoñge
ek  baar  aur  hisāb-e-dil-o-dildār  karo
naqd-e-jāñ  nazr  huī  jins-e-yaqīñ  le  ke  chalo
hajla-e-nāz  se  aate  haiñ  bulāve  ab  ke
āḳhirī  baar  chalo  āḳhirī  dīdār  karo