nasīm-e-ḳhuld  be-ḳhaufī  se  mere  ghar  meñ  dar  aa.ī
kahā  maiñ  ne  ki  tum
vo  dekhūñ  vo  rahī  ik  gurba-miskīñ  chhupī  kone  meñ  baiThī  hai
ab  in  taktī  huī  āñkhoñ  ke  bhūre  malgaje  bādal
nasīm-e-ḳhuld  bolī  mire  tār-e-nafas  meñ  yuuñ
nihāñ  saffāk  laalī  hai  lahū  jaise  rag  nāzuk  meñ  poshīda  mujhe