Mohammad Yusuf Papa

buqraat bahut khata tha

Mohammad Yusuf Papa

Basti, Uttar pradesh, India

1930

ham ne mahbūb ke aivān meñ kar dekhā

chiin meñ misr meñ īrān meñ kar dekhā

jab huī ḳhushk to mahbūb kākul ne kahā

vo jo maike ga.iiñ un se yahī bābul ne kahā

roTiyāñ baiTh ke hotel meñ pakātā hai koī

madrase meñ koī paḌhtā hai paḌhātā hai koī

tujh ko fursat nahīñ apne jahāñ se mahbūb

nikaltā hai kabhī apne makāñ se mahbūb

faaqa kar ke na buḌhāpe meñ javānī Daalo

peT meñ pahle mire kuchh to bhavānī Daalo

khāne piine se jo mohlat kabhī jaatā thā

har mo.arriḳh sar-e-tārīḳh pe farmātā thā

Top Urdushayar.com