B S Jain Jauhar

ghaTa sawan ki umDi aa rahi hai

B S Jain Jauhar

Meerut, Uttar pradesh, India

1927

ghaTā sāvan umDī aa rahī hai

payām-e-ashk bhar bhar rahī hai

ragoñ meñ ḳhuun gardish kar rahā hai

javānī sāz-e-dil par rahī hai

rulātā hai unheñ bhī kyā ye sāvan

mujhe kaalī ghaTā taḌpā rahī hai

tarannum-ḳhez jamunā ke kināre

kisī yaad paiham aa rahī hai

Top Urdushayar.com