Himayat Ali Shayar

taKHatub hai tujhse KHayal aur ka hai

Himayat Ali Shayar

1926-2019

taḳhātub hai tujh se ḳhayāl aur hai

ye nukta vafā meñ baḌe ġhaur hai

vo ḳhalvat meñ kuchh aur jalvat meñ kuchh hai

karam us mujh par ajab taur hai

mirā chehra bhī merā chehra nahīñ hai

ye ehsān mujh par mire daur hai

ye nafrat mohabbat radd-e-amal hai

ki mujh se taqāzā tire jaur hai

na.e daur ibtidā hai zāmin

ki dil aa.ina gosha-e-saur hai

karachi meñ bhī mo'atabar ho rahā hai

suḳhan meñ jo andāz lahore hai

Top Urdushayar.com