Misdaque Azmi

subh ka manzar hai lekin gul koi taza nahin

Misdaque Azmi

Azamgarh, Uttar pradesh, India

1973

sub.h manzar hai lekin gul koī taaza nahīñ

rū-e-gulshan par kahīñ bhī os ġhāza nahīñ

TuuT kar ham chāhne vāloñ se jab bichhaḌeñge aap

ham ham bikhreñge lekin misl-shīrāza nahīñ

ġhaar vāloñ tarah niklā hai vo kamre se aaj

us ko is duniyā tabdīlī andāza nahīñ

kuchh na kuchh kahte to rahte haiñ yahāñ ham log

phir bhī is shahr-e-butāñ meñ ka.ī āvāza nahīñ

is imārat ke muqaddar lakīroñ meñ kahīñ

khiḌkiyāñ to haiñ magar 'misdāq' darvāza nahīñ

Top Urdushayar.com