Alimullah Hali

baadalon ke beach tha main be-sar-o-saman na tha

Alimullah Hali

bādaloñ ke beach thā maiñ be-sar-o-sāmāñ na thā

tishnagī zahr lenā koī āsāñ na thā

kyā qayāmat-ḳhez thā dariyā meñ maujoñ hujūm

sāhiloñ tak aate aate phir kahīñ tūfāñ na thā

jaane kitnī duur us lahar mujh ko le ga.ī

maiñ samajhtā thā ki vo dariyā-e-be-pāyāñ na thā

har taraf patjhaḌ āvāzoñ chādar tan ga.ī

dasht meñ merī sadā jism bhī uryāñ na thā

is ke rañg-o-saut ke jugnū the dāman meñ 'alīm'

kho ke sab kuchh aane vaalā bhī tahī-dāmāñ na thā

Top Urdushayar.com