Mohammad Ali Asar

mata-e-umr-e-guzishta sameT kar le ja

Mohammad Ali Asar

matā-e-umr-e-guzishtā sameT kar le

jo ho sake to mirā dard apne ghar le

rahā hai to merī sisaktī āñkhoñ se

sulagtī shaam pighaltī huī sahar le

uchaTtī āñkhoñ se tahzīb safar kaisā

apne-āp ko tārīḳh ke udhar le

huzūr-e-dost ik ā.īna jagmagātā hai

apnī zaat paikar tarāsh le kar le

sulag rahī hai tirī yaad mirī rag rag meñ

ab apnī yaad mire dil se chhīn kar le

'asar' ke paas to kuchh bhī nahīñ hunar ke sivā

be-hunar hai to sarmāya-e-hunar le

Top Urdushayar.com