Kalim Akhtar

ishq kya husn kya fasana kya

Kalim Akhtar

Gaya, Bihar, India

1968
ishq kyā husn kyā fasānā kyā
ham na hoñge to rañg-e-duniyā kyā
saaf kuchh bhī nazar nahīñ aatā
aa.ina ho gayā hai dhuñdlā kyā
aarzū ḳhvāb dil-lagī va.ada
in gharoñdoñ pe kuchh bharosā kyā
Top Urdushayar.com