Haqeer Jahani

said ko rashk-e-chaman dam ne rahne na diya

Haqeer Jahani

Pakistan

1965

said ko rashk-e-chaman daam ne rahne na diyā

naġhma-ḳhvāñ qiad-e-bad-anjām ne rahne na diyā

apne saa.e ke ta.āqub meñ rahe the din-bhar

vo bhī ab tīrgi-e-shām ne rahne na diyā

kuchh mire dil sukūñ nazr-e-ġham-e-yār huā

jo bachā gardish-e-ayyām ne rahne na diyā

maiñ ne kab haiñ kisī ġhair se dil bāteñ

raaz ko raaz dar-o-bām ne rahne na diyā

umr-bhar chain se mujh ko kabhī ik lamha mire

us dal-e-tishna-e-lab-e-kām ne rahne na diyā

terī furqat meñ kisī taur bhī rah lete magar

ġhair ke saath tire naam ne rahne na diyā

jaañ se guzrīñ haiñ pa ġham hai to usī baat hai

mujh ko mere ḳhush-andām ne rahne na diyā

ḳhud tirā aks kahīñ tujh ko pareshāñ na kare

sach ā.īna tire sāmne rahne na diyā

ham-nafas us mujhe aur mujhe us 'haqīr'

dil meñ palte hue auhām ne rahne na diyā

Top Urdushayar.com