Obaidullah Siddiqui

zindagi ek KHwab hai ye KHwab ki tabir hai

Obaidullah Siddiqui

zindagī ik ḳhvāb hai ye ḳhvāb tābīr hai

halqa-e-gesu-e-duniyā paañv zanjīr hai

kuchh nahīñ is ke sivā mere tasarruf meñ yahāñ

dil bas jitnā ilāqa dard jāgīr hai

putliyāñ āñkhoñ sākit ho ga.iiñ paḌhte hue

āsmāñ par kis zabāñ meñ jaane kyā tahrīr hai

mujh ko goyā.ī pe uksāyā thā dil ne ek baar

aaj tak hoñToñ pe qaa.em lazzat-e-taqrīr hai

ab na jaane kis taraf le jaa.eñ vahshī āñdhiyāñ

shāḳh se TuuTā huā pattā bahut dil-gīr hai

sab bahādur haiñ yahāñ zikr-e-ajal hone talak

buz-dilī is ko kahūñ ḳhuun tāsīr hai

Top Urdushayar.com