Mirza Ghalib

gila hai shauq ko dil mein bhi tangi-e-ja ka

Mirza Ghalib

Agra, Uttar pradesh, India

1797-1869

gila hai shauq ko dil meñ bhī tañgi-e-jā

guhar meñ mahv huā iztirāb dariyā

ye jāntā huuñ ki aur pāsuḳh-e-maktūb

magar sitam-zada huuñ zauq-e-ḳhāma-farsā

hinā-e-pā-e-ḳhizāñ hai bahār agar hai yahī

davām-e-kulfat-e-ḳhātir hai aish duniyā

ġham-e-firāq meñ taklīf-e-sair-e-bāġh na do

mujhe dimāġh nahīñ ḳhanda-hā-e-bejā

hanūz mahrami-e-husn ko tarastā huuñ

kare hai har-bun-e-mū kaam chashm-e-bīnā

dil us ko pahle nāz-o-adā se de baiThe

hameñ dimāġh kahāñ husn ke taqāzā

na kah ki girya ba-miqdār-e-hasrat-e-dil hai

mirī nigāh meñ hai jam-o-ḳharch dariyā

falak ko dekh ke kartā huuñ us ko yaad 'asad'

jafā meñ us hai andāz kār-farmā

mirā shumūl har ik dil ke pech-o-tāb meñ hai

maiñ mudda.ā huuñ tapish-nāma-e-tamannā

milī na vus.at-e-jaulān yak junūñ ham ko

adam ko le ga.e dil meñ ġhubār sahrā

Top Urdushayar.com