Shoeb Zaman

sailab ka guzar bhi to logon ki maut hai

Shoeb Zaman

Punjab, Pakistan

1985

sailāb guzar bhī to logoñ maut hai

dariyā bāñjh-pan jahāñ nahroñ maut hai

kuchh bhī to kahnā rū-ba-rū bahroñ ke hai fuzūl

jaise ḳhalā meñ chīḳhnā chīḳhoñ maut hai

rasta saḌak talak na musāfir ko deñ agar

mere ḳhayāl meñ to ye galiyoñ maut hai

āñkhoñ se niiñd ke sabhī āsār gum-shuda

shab bhar hamārā jāgnā ḳhvāboñ maut hai

māhaul hifāzateñ lāzim haiñ dosto

titlī maut asl meñ phūloñ maut hai

bārish ho dhuup meñ ki dhanak āsmāñ pe ho

āñkheñ na hoñ to ye bhī nazāroñ maut hai

bikhre paḌe haiñ jā-ba-jā kitne ḳhāl-o-ḳhad

ya.anī ki TuuTā aa.ina chehroñ maut hai

be-shak fasīl uThī gaare ke vaar se

lekin 'zamān' ye to darāḌoñ maut hai

Top Urdushayar.com