Hari Mehta

zindagi ab rahe KHata kab tak

Hari Mehta

zindagī ab rahe ḳhatā kab tak

jurm bārhā sazā kab tak

nāḳhudā huuñ maiñ apnī kashtī

ye ḳhudāoñ silsila kab tak

apnī pathrā ga.ī haiñ āñkheñ bhī

husn parda uThā.egā kab tak

kaun pakḌegā bhāgte saa.e

kaun dekhegā rāsta kab tak

ġhāliban aur shāhrāheñ haiñ

ek band rāsta kab tak

aadmī aadmī dushman hai

jaane ho mehrbāñ ḳhudā kab tak

be-sabab phir rahe haiñ muddat se

kījiye vaqt gilā kab tak

kaam apnā 'harī' parastish hai

be-asar phir rahe duā kab tak

Top Urdushayar.com