Syed Muneer

nazar pe baiTh gaya jo ghubar kis ka tha

Syed Muneer

nazar pe baiTh gayā jo ġhubār kis thā

diloñ se kam na huā jo sharār kis thā

na koī shakl thī dil meñ na lab pe naam koī

tamām umr mujhe intizār kis thā

mire liye to vo Thahrā na ek pal-bhar ko

na jaane qāfila-e-nau-bahār kis thā

ye kis ke husn se yādoñ ban ga.ī tasvīr

dil-ā.ine pe sunahrā ġhubār kis thā

paḌe raheñge isī soch meñ qayāmat tak

hamāre ba.ad dil-e-be-qarār kis thā

ḳhayāl-o-ḳhvāb rātoñ se jo ubhartā hai

vo ek nuur badan nikhār kis thā

vo adh-khulā darīcha vo chaah ḳhushbū

mirā nahīñ thā to phir intizār kis thā

ye kis ne shor-e-salāsil ko naġhmagī de

rah-e-vafā meñ qadam baar baar kis thā

tumhāre jabr tā.īd thā mirā manshā

samajh meñ aa na sakā iḳhtiyār kis thā

ye kis liye sū-e-gul bhī nigāh jaatī thī

tum aa chuke the to phir intizār kis thā

mirī vafā bagūla to ek thā lekin

mire sivā sar-e-sahrā ġhubār kis thā

bahut dinoñ se yahī ik savāl hai dil meñ

jo maiñ ne sab ko diyā thā vo pyaar kis thā

'munīr' jab bhī chale koī rāsta na milā

vajūd-e-rāhguzar e.atibār kis thā

Top Urdushayar.com