Hamida Shahin

pyar isar wafa sher-o-hunar ki baaten

Hamida Shahin

Lahore, Punjab, Pakistan

1963

pyaar īsār vafā sher-o-hunar bāteñ

ab to lagtī haiñ kisī aur nagar bāteñ

koī sūrat na rihā.ī banī to jaanā

ham to dīvār se karte rahe dar bāteñ

vaqt aayā to zabānoñ ko bhī jumbish na huī

log karte the bahut teġh sar bāteñ

ye haiñ maġhrūr parinde unheñ Darne do abhī

baiTh jā.eñge agar chheḌ deñ ghar bāteñ

ḳhaak se joḌ liyā hai vo ta.alluq ki hameñ

raas aatī nahīñ shams-o-qamar bāteñ

paañv resham ke gadīloñ se utarte nahīñ

aur har-vaqt haiñ kāñToñ pe safar bāteñ

āsmāñ dekh ke 'shāhīn' ye dil chāhtā hai

koī kartā rahe parvāz par bāteñ

Top Urdushayar.com