Shoaib Nizam

safar sarabon ka bas aaj kaTne wala hai

Shoaib Nizam

safar sarāboñ bas aaj kaTne vaalā hai

ki mere paañv se dariyā lipaTne vaalā hai

uTho ki ab to tamāzat zā.iqa chakh leñ

shajar saaya shajar meñ simaTne vaalā hai

to phir yaqīn sarhad meñ vaar kar mujh par

gumāñ dhund meñ jab tiir uchaTne vaalā hai

itnā jis ziyā-bāriyoñ pe nāzāñ hai

ġhubār-e-shab se vo chehra bhī aTne vaalā hai

ye ek saaya ġhanīmat hai rok lo varna

ye raushnī ke badan se lipaTne vaalā hai

Top Urdushayar.com