Naseem Noor Mahali

ek hai phir bhi hai KHuda sab ka

Naseem Noor Mahali

ek hai phir bhī hai ḳhudā sab

is us mirā tirā sab

husn-e-mastūr ko ayaañ kar de

ek ho jaa.e mudda.ā sab

jurm-e-dil sazā milī mujh ko

maiñ ne paayā liyā diyā sab

naza.a meñ de ga.e javāb havās

e.atibār aaj uTh gayā sab

ek begāna-ḳhū ko dil de kar

maiñ gunāhgār ho gayā sab

maiñ kisī nahīñ sivā jis ke

haa.e vo hai mire sivā sab

aisī kyā ho ga.ī ḳhatā mujh se

mujh pe hai jaur-e-nā-ravā sab

sab ko chhoḌā hai maiñ ne jis ke liye

vo sitamgar hai āshnā sab

ek manzil hai ai 'nasīm' magar

jāda-e-shauq hai judā sab

Top Urdushayar.com