Mahir Abdul Hayee

jo dar khula hai shikasta makan ka hissa hai

Mahir Abdul Hayee

Maunath Bhanjan, Uttar pradesh, India

jo dar khulā hai shikasta makāñ hissa hai

mirā yaqīn fareb-e-gumāñ hissa hai

kahāñ se aa.ī haram meñ ye ḳhāk-e-rāh-guzar

vahīñ pe Daal do us ko jahāñ hissa hai

kisī shikasta jagah Thiik baiThtā nahīñ

dil-e-hazīñ ye TukḌā kahāñ hissa hai

safar nasīb huuñ sāhil se kyā ġharaz mujh ko

mirā safīna to āb-e-ravāñ hissa hai

ajab usuul bane haiñ yahāñ tijārat ke

kisī suud kisī ke ziyāñ hissa hai

fazā-e-ālam-e-insāniyat afsāna

kahīñ zamīn kahīñ āsmāñ hissa hai

use zamāne gardish miTā nahīñ saktī

ye zindagī nafas-e-jāvedāñ hissa hai

'valī' se le ke jo phailī hai 'mīr'-o-'ġhālib' tak

hamārā qissa usī dāstāñ hissa hai

falak misāl hai 'māhir' hamārī bastī bhī

hamārā ghar bhī kisī kahkashāñ hissa hai

Top Urdushayar.com