Nasir Shahzad

rabt bhi toDa bani nit ki talab ka base bhi

Nasir Shahzad

Okara, Punjab, Pakistan

1937-2007

rabt bhī toḌā banī nit talab base bhī

patr bhī is ne likhe bheje mujhe sandes bhī

chaukhaTā dil yahāñ hai bahū tujh koī

hoñT bhī āñkheñ bhī chhab Dhab bhī tujhī face bhī

ziist ke path par nahīñ honā thā tujh mujh meñ milāp

har janam meñ priit ne dekhe badal kar bhes bhī

puut saaḌī gulābī āftābī jism par

laT guñdhī choTī ribbon shānoñ pe sañvre kes bhī

tujh se bichhḌe gaañv chhoTā shahr meñ aakar base

taj diye sab sañgī-sāthī tyaag Daalā des bhī

bas asāsa hai yahī ghar yahī ghar matā.a

sofa ik do bed kitābeñ aur ik show kes bhī

shā.irī meñ bāzuoñ ke saath dil bhī shal huā

āḳhirash majbūr ho kar haar ye race bhī

nīche in jharnoñ pe vaadī meñ kise kar milūñ

sañg ik sautan ke berī ga.e pardes bhī

jāntā thā kaun jiite haiñ yahī kuchh dekhne

dil pe sah leñge mohabbat meñ birah Thes bhī

Top Urdushayar.com