Javed Akram Farooqi

bujhti hui aaankhon ki umidon ka diya hun

Javed Akram Farooqi

Amroha, Uttar pradesh, India

1960

bujhtī huī ā.ankhoñ umīdoñ diyā huuñ

maiñ tez havāoñ hathelī pe rakhā huuñ

maiñ apnī āvāz pahchān meñ gum huuñ

tanhā.ī ke sahrā meñ daraḳhtoñ sadā huuñ

maiñ roz nikal paḌtā huuñ anjāne safar par

manzil ke qarīb aa ke bhī manzil se judā huuñ

har sub.h na.e karb ke chehroñ se mulāqāt

har shaam bichhaḌne sabab pūchh rahā huuñ

ye ḳhuun meñ Duube hue ma.asūm farishte

ḳhāmosh larazte hue hoñToñ duā huuñ

is darja huuñ sahmā huā sūraj tapish se

girtī huī dīvār ke saa.e meñ khaḌā huuñ

ai ḳhāk-e-vatan ab to vafāoñ silā de

maiñ TūTtī sāñsoñ fasīloñ pe khaḌā huuñ

palkoñ pe sajā.e hue sachchā.ī sham.eñ

nā-karda gunāhoñ sazā kaaT rahā huuñ

dastār salāmat na ridā.eñ na qabā.eñ

har lamha sulagte hue ḳhvāboñ chitā huuñ

Top Urdushayar.com