Anwar Khalil

ye zindagi jo guzarti hai imtihan ki tarah

Anwar Khalil

Delhi, India

1938

ye zindagī jo guzartī hai imtihāñ tarah

hameñ aziiz hai us yār-e-mehrbāñ tarah

maiñ us ko bhūlnā chāhūñ to bhuul jā.ūñ magar

vo mere saath rahtā hai merī jaañ tarah

sajānā chaah rahe haiñ magar sajā.eñ kyā

hamārā shahr hai lauTī huī dukāñ tarah

zarā samajh to sahī ahd-e-nā-sipās hameñ

ki tere saath haiñ ham yād-e-raftagāñ tarah

ḳhudā-gavāh ki is ahd meñ bhī jiitā huuñ

jo ki sabāt hai paimān-e-dostāñ tarah

Top Urdushayar.com