Abdul Hamid Adam

ab do-alam se sada-e-saz aati hai mujhe

Abdul Hamid Adam

Gujranwala, Punjab, Pakistan

1910-1981

ab do-ālam se sadā-e-sāz aatī hai mujhe

dil aahaT se tirī āvāz aatī hai mujhe

jhaaḌ kar gard-e-ġham-e-hastī ko uḌ jā.ūñgā maiñ

be-ḳhabar aisī bhī ik parvāz aatī hai mujhe

samā.at bharam hai kisī naġhme guuñj

ek pahchānī huī āvāz aatī hai mujhe

kis ne kholā hai havā meñ gesuoñ ko naaz se

narm-rau barsāt āvāz aatī hai mujhe

us nāzuk uñgliyoñ ko dekh kar aksar 'adam'

ek halkī sadā-e-sāz aatī hai mujhe

Top Urdushayar.com