Iqbal Ashhar Qureshi

meri KHwahish na sahi tera irada hai zarur

Iqbal Ashhar Qureshi

merī ḳhvāhish na sahī terā irāda hai zarūr

saḳht mushkil hai ki tujh mujhe honā hai zarūr

kaun rañj huā hosh nahīñ hai lekin

apne nāḳhun se khurchā huā siina hai zarūr

ab vo pahlī fazāoñ meñ kudūrat na rahī

haañ mirī aañkh meñ halkā dhuñdlakā hai zarūr

ham ko is daur tārīḳh to likhnī hogī

ek chhoTā qalam sahī apnā hai zarūr

ro.ab us lafz rahtā hai musallat 'ash.har'

be-niyāzī meñ bhī ma.abūd jo merā hai zarūr

Top Urdushayar.com