Iftikhar Naseem

ban gaya hai jism guzre qafilon ki gard sa

Iftikhar Naseem

Lyallpur, Punjab, Pakistan

1946-2011

ban gayā hai jism guzre qāfiloñ gard

kitnā vīrāñ kar gayā mujh ko mirā hamdard

kyā abhī tak us rasta roktī hai koī soch

mere hāthoñ meñ hai us haath lekin sard

is tarah ghul-mil gayā aa kar na.e māhaul meñ

vo bhī ab lagtā hai mere ghar ik fard

jazb thā jaise koī sūraj us ke jism meñ

duur se vo sañg lagtā thā ba-zāhir sard

aaj tak āñkhoñ meñ hai manzar bichhaḌne 'nasīm'

pairahan melā us aur chehrā zard

Top Urdushayar.com