Akhtar Saeedi

ek ajab aalam hai dil ka zindagi ki rah mein

Akhtar Saeedi

Sindh, Pakistan

1958

ik ajab aalam hai dil zindagī raah meñ

dekhtā huuñ kuchh kamī husn-e-mahr-o-māh meñ

us ke hote bhī maiñ ik ehsās-e-tanhā.ī meñ huuñ

jalva-gar hai vo jo muddat se dil-e-āgāh meñ

duur ho kar mujh se chaltī hai havā-e-jāñ-fazā

rahā huuñ phir bhī aise mausam-e-jāñkāh meñ

har qadam par kyuuñ Darātī hai mujhe ye zindagī

ye jo merī raushnī thī zulmatoñ raah meñ

kaise uTThūñ tere dar se ai jahān-e-ārzū

ek aalam ko sameTe dāman-e-kotāh meñ

ai parastārān-e-duniyā dil duniyā hai kuchh aur

kaun Thokar khaa.e bin rahtā hai us raah meñ

ab na pahchāne koī 'aḳhtar' to is kyā ilaaj

umr saarī kaaT hai ne rasm-o-rāh meñ

Top Urdushayar.com