Yaqoob Usmani

hal hi na ho jis ka wo muamma to nahin hai

Yaqoob Usmani

hal na ho jis vo muammā to nahīñ hai

maktūb-e-azal harf-e-tamannā to nahīñ hai

dil ḳhudā.ī hai yahāñ aaj bhī ai dost

pāband-e-nazar kaif duniyā to nahīñ hai

be-bahra-e-irfān-e-mohabbat hai azal se

sochā hai tujhe aql ne dekhā to nahīñ hai

andoh ba-dāmāñ na ho ḳhud mauj-tarannum

āvāz har sho.abada naġhmā to nahīñ hai

har raah nazar aane lage mujh ko rah-e-rāst

be-rāh-ravī terā ye manshā to nahīñ hai

ġham kyā agar āzād-e-musalsal hai mirī ziist

minnat-kash-e-ejāz-e-masīhā to nahīñ hai

'yāqūb' sunānā hai mujhe dil zabāñ meñ

afsāne pahlū koī tishnā to nahīñ hai

Top Urdushayar.com