Akhtar Ziai

aankh dariya jigar lahu karna

Akhtar Ziai

Jhelum, Punjab, Pakistan

1933

aañkh dariyā jigar lahū karnā

kitnā mushkil hai aarzū karnā

tajziya dil-nashīñ ḳhayāloñ

hai ġhazāloñ justujū karnā

tazkira in dil-navāzī

aur phir mere rū-ba-rū karnā

bas yahī ek shaġhl-e-tanhā.ī

rah gayā ḳhud se guftugū karnā

kushtagān-e-alam se sīkhā hai

dard-mandoñ aabrū karnā

dostoñ ke karam se chhoḌ diyā

ham ne andesha-e-adū karnā

bachnā har nok-e-ḳhār se 'aḳhtar'

zaḳhm phūloñ ke bhī rafū karnā

Top Urdushayar.com