Abbas Tabish

TuT jaane mein khilaunon ki tarah hota hai

Abbas Tabish

1961

TuuT jaane meñ khilaunoñ tarah hotā hai

aadmī ishq meñ bachchoñ tarah hotā hai

is liye mujh ko pasand aatā hai sahrā sukūt

is nashsha tirī bātoñ tarah hotā hai

ham jise ishq meñ dete haiñ ḳhudā mansab

pahle pahle hameñ logoñ tarah hotā hai

jis se banñā ho ta.alluq vahī zālim pahle

ġhair hotā hai na apnoñ tarah hotā hai

chāñdnī-rāt meñ saḌkoñ pe qadam mat rakhnā

shahr jaage hue nāgoñ tarah hotā hai

bas yahī dekhne ko jāgte haiñ shahr ke log

āsmāñ kab tirī āñkhoñ tarah hotā hai

us se kahnā ki vo sāvan meñ na ghar se nikle

hāfiza ishq sāñpoñ tarah hotā hai

us āñkhoñ meñ umaD aate haiñ aañsū 'tābish'

vo judā chāhne vāloñ tarah hotā hai

Top Urdushayar.com