Mansoor Faaiz

kahin pe hijr ka dukh hai kahin visal ka dukh

Mansoor Faaiz

1979

kahīñ pe hijr dukh hai kahīñ visāl dukh

mirī jabīñ pe huā sabt har malāl dukh

mujhe ye Dar hai kahīñ ḳhud-kushī na kar lo tum

tumhārī ziist meñ aayā agar zavāl dukh

vo ik savāl ki jis javāb de na sake

hanūz kāTtā rahtā hai is savāl dukh

usī yaad meñ guzregī zindagī merī

jo jaate jaate mujhe de gayā kamāl dukh

hamārī aañkh putlī meñ ashk sūrat

chamak rahā hai kisī shahr-e-be-misāl dukh

Top Urdushayar.com