Jameel Yusuf

dhyan ka rahi ruk ruk kar pichhe takta hai

Jameel Yusuf

Jhelum, Punjab, Pakistan

1939

dhyān raahī ruk ruk kar pīchhe taktā hai

biite lamhe yaad aate haiñ dil rotā hai

band darīche saf-basta gum-sum dīvāreñ

shahar vīrānī se mujh ko ḳhauf aatā hai

jaane logoñ āvāzeñ kyā kahtī haiñ

jaane har jānib kyuuñ gahrā sannāTā hai

kahte haiñ aa aa ke mujh ko ūñToñ vaale

sahrā meñ bijlī chamkī hai meñh barsā hai

baḌhte jaate haiñ dīvāroñ ke saa.e

dhuup sundar jauban ab Dhaltā jaatā hai

pahroñ baiThā un bātoñ ko suntā huuñ

kāġhaz tasvīroñ se ḳhush hotā hai

hamdam aise log kahāñ se DhūñDh ke lā.ūñ

jin bātoñ se dil ġhuncha khiltā hai

Top Urdushayar.com