Shakeb Jalali

is but-kade mein tu jo hasin-tar laga mujhe

Shakeb Jalali

Jalali, Uttar pradesh, India

1934-1966

is but-kade meñ jo hasīñ-tar lagā mujhe

apne ik ḳhayāl paikar lagā mujhe

jab tak rahī jigar meñ lahū zarā buuñd

muTThī meñ apnī band samundar lagā mujhe

murjhā gayā jo dil meñ ujāle surḳh phuul

tāroñ bharā ye khet bhī banjar lagā mujhe

ab ye batā ki ruuh ke sho.ale kyā hai rañg

marmar ye libās to sundar lagā mujhe

kyā jāniye ki itnī udāsī thī raat kyuuñ

mahtāb apnī qabr patthar lagā mujhe

āñkhoñ ko band kar ke baḌī raushnī milī

maddham thā jo bhī naqsh ujāgar lagā mujhe

ye kyā ki dil ke diip lau tarāsh

sūraj agar hai kirnoñ jhālar lagā mujhe

sadiyoñ meñ tai huā thā bayābāñ rāsta

gulshan ko lauTte hue pal bhar lagā mujhe

maiñ ne use sharīk-e-safar kar liyā 'shakeb'

apnī tarah se chāñd jo be-ghar lagā mujhe

Top Urdushayar.com