Shamim Hanafi

band kar le khiDkiyan yun raat ko bahar na dekh

Shamim Hanafi

Sultanpur, Uttar pradesh, India

1938

band kar le khiḌkiyāñ yuuñ raat ko bāhar na dekh

Dūbtī āñkhoñ se apne shahr manzar na dekh

kyā pata zanjīr meñ Dhal jaa.e bistar shikan

ye safar vaqt hai ab jānib-e-bistar na dekh

ḳhaak o ḳhuuñ mīrās terī ḳhaak o ḳhuuñ terā nasīb

is ziyāñ-ḳhāne meñ apne paañv chakkar na dekh

ne jo parchhā.iyāñ chhoḌīñ vo sahrā ban ga.iiñ

ai nigār-e-vaqt ab pīchhe kabhī muḌ kar na dekh

Top Urdushayar.com