Shamim Qasmi

sab se pahle to arz matla hai

Shamim Qasmi

Bihar, India

1954

sab se pahle to arz matl.a hai

yuuñ samajhiye ki us jalva hai

ā.īna jhuuT bolne ke liye

sau bahāne talāsh kartā hai

zinda rakkhegī shā.erī mujh ko

kaun kahtā hai is meñ ghāTā hai

dil-e-shā.ir bhī hai phisaDDī

husn ke pīchhe pīchhe rahtā hai

sach zamīnī ki āsmānī ho

vo badan zinda isti.āra hai

koī achchhā sher ho jaa.e

phir to barsoñ ḳhamosh rahnā hai

apne baare meñ sochne ke liye

duur se chāñd ishāra hai

chhū ke malbūs-e-yār hai guzrī

mood bigḌā huā sabā hai

Top Urdushayar.com