Riaz Majeed

nishan qafla-dar-qafla rahega mera

Riaz Majeed

Jalandhar, Punjab, India

1942

nishān qāfla-dar-qāfla rahegā mirā

jahāñ hai gard-e-safar silsila rahegā mirā

mujhe na ne mirī zindagī guzārne

zamāne tujh se hamesha gila rahegā mirā

siyah diloñ meñ sitāroñ fasl ugāne ko

hunar charāġh lau se milā rahegā mirā

ujaḌte vaqt se barbād hotī duniyā se

tire sabab se ta.alluq dilā rahegā mirā

na guftugū se ye larzish gumāñ jā.egī

agar asaas patthar hilā rahegā mirā

ye soch kar kabhī aks us kiran utrā thā

is ā.īna meñ sadā dil khilā rahegā mirā

'riyāz' chup se baḌhe aur dukh zarūrat ke

mujhe thā zom ye ghaao silā rahegā mirā

Top Urdushayar.com