Khalid Iqbal Taib

KHak the ghuncha-lab aur KHwab thi lahje ki khanak

Khalid Iqbal Taib

ḳhaak the ġhuncha-lab aur ḳhvāb thī lahje khanak

jhaḌ gayā qabr meñ jab husn-e-sarāpā namak

vo jin āñkhoñ meñ thī barsāt ke manzar jhalak

ab un āñkhoñ meñ safedī na siyāhī na dhanak

vo surāhī jo gardan hai TūTī-phūTī

vo kamar na rahī jis meñ ki paidā ho lachak

qabr ḳhaak ġhāza hai vahī zīnat hai

vaañ na afshāñ na surḳhī na jhūmar na tilak

Top Urdushayar.com