uske wadon se itna to sabit hua usko thoDa sa pas-e-talluq to hai
aablon ka shikwa kya Thokaron ka gham kaisa
ishq ke marahil mein wo bhi waqt aata hai
sabaq mila hai ye apnon ka tajraba kar ke
aql thak kar lauT aai jada-e-alam se
ye qadam qadam balaen ye sawad-e-ku-e-jaanan
meri zindagi ka hasil tere gham ki pasdari
hamein aaKHirat mein aamir wahi umr kaam aai
baqi hi kya raha hai tujhe mangne ke baad
ishq sar-ta-ba-qadam aatish-e-sozan hai magar
chand alfaz ke moti hain mere daman mein
zahiran toD liya humne buton se rishta
kitni pamal umangon ka hai madfan mat puchh