barbaad sukun-e-dar-o-diwar na ho
har shai ba har andaz alag hoti hai
kab fikr-o-KHayal ka asasa kam hai
nafrat ki hawa ban mein chalai kis ne
duniya kabhi ho saki na hamraaz meri
qabr-e-dar-o-diwar se aage nikle
shoale hain kahin tez kahin hain maddham
milta nahin mujhko naqsh apna mujh mein
manjdhaar mein hun pas kinara bhi nahin
sar basta hayat zat gunjaan meri
kis nahaj se humne ek kahani kah di