teri taswir uThai hui hai
shikasta KHwab mere aaine mein rakkhe hain
subh tak be-talab main jagunga
tera jawab mere kaam ka nahin hai ab
ye nafsiyati marizon ka shahr hai qaisar
main uske jal mein aaunga dekhna qaisar