Gorakhpur, Uttar pradesh, India
kis pyar se hoti hai KHafa bachche se
sun yug-o-yug ki kahani na uTha
isa ke nafs mein bhi ye ejaz nahin
mahtab mein surKH anar jaise chhuTe
nikhre badan ka muskurana hai hai
wo peng hai rup mein ki bijli lahrae
jo rang uDa wo rang aaKHir laya
komal pad-gamini ki aahaT to suno
qatre araq-e-jism ke moti ki laDi
ye shola-e-husn jaise bajta ho sitar
har saz se hoti nahin ye dhun paida
gul hain ki ruKH-e-garm ke hain angare
sahra mein zaman makan ke kho jati hain
sote jadu jagane wale din hain
yun ishq ki aanch kha ke rang aur khile